Lyrics has been copied to clipboard!
Hai Tera Saath Lyrics – Nitish Shukla

| Singer | Nitish Shukla |
| Singer | Nitish Shukla |
| Music | Hai Tera Saath |
| Song Writer | Nitish Shukla |
Han..ha..ha..
Na..na..na..na
Na..na..na..
Han..ha..ha
Kaise batayein tujhe
Tu khwabon mein jagaye mujhe
Mere aasman ka chand tu hai
Meri azaan tu hai
Saawan ke nazaaron mein
Bekhayali ke khumaron mein
Aaye karar tumse
Itna hai pyar tumse
Ibaadat hai tera saath
Na jaana tu chhod mera haath
Ibaadat hai tera saath
Na jaana tu chhod mera haath
Na na na na
Na na na na
Han..han..
Khudko tanha jo paaya
Tera zikr aaya
Saath tera jaise rab ka saaya
Jo tujhko na paaun main
Kahin gum ho jaun tu
Bekhabar hai kitna main
Tujhe chaahu
Adhura tum bin har saansh
Na jaana tu chhod mera haath
Ibaadat hai tera saath
Na jaana tu chhod mera haath
Na jaane kyun har afsaana
Ab banne laga tumse
Hai haasil tu mujhko aise
Banjaare ko ghar jaise
Hamsaaya main mera rehbar tu
Hai duaon ka mere asar tu
Saari khwahisein khatam tumse
Saari chahtein ab tumse shuru
Ibaadat hai tera saath
Na jaana tu chhod mera haath
Han..ha…
Hey..hey…
