Lyrics has been copied to clipboard!
Khushi Jab Bhi Teri Lyrics – Jubin Nautiyal

| Singer | Jubin Nautiyal |
| Singer | Rochak Kohli |
| Music | Khushi Jab Bhi Teri |
| Song Writer | A M Turaz |
Saari galliyan teri, jagmaga dunga main
Har subah teri, khudko ko bana dunga main
Saari galliyan teri, jagmaga dunga main
Har subah teri, khudko ko bana dunga main
Tu Chalegi jo ghar se nikal ke kahin
To raste mein khudko bichha dunga main
Khuda jaane mujhme tu kya dekhti hai
Main tujhme khuda ka karam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri…
Ho Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon
To phir main kahan apne gam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri main kam dekhta hoon
To phir main kahan apne gam dekhta hoon
Kayi roz tak paani peeta nahi phir..Ho…
Kayi roz tak paani peeta nahi phir
Main jab teri aankho ko nam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri…
Ho…
Tu dekhe na dekhe hume gam nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi
Tu dekhe na dekhe hume gam nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi
Khayaalo mein har pal hi rahta hai tu
Ye rahne ko jinda humein kam nahi
Tere saath ke ek lamhein mein bhi main
Tere saath ke 100 janam dekhta hoon
Khushi jab bhi…
Tujhko kiya yaad duniya bhulaai hai
Seene mein aisi lagan ik lagai hai
Teri tanhaai meri jaan pe ban aai hai
Milne ki maangu dua…,milne ki maangu dua..
Nazar bhar ke jab dekhta hu tujhe main
To jakhmon pe dil ke marham dekhta hu
Khushi jab bhi teri, main kam dekhta hoon
To phir main kahan, apne gam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri, main kam dekhta hoon
To phir main kahan, apne gam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri
Ho…ho..
Khushi jab bhi teri..
Ho…ho..
Khushi jab bhi teri..
